man ki sundar kalpanaon ne waqai me kavita me naye aayaam diye hain . yug aur samay ke bhiitar maanav ki jo manovrittiyan hai unhe ye kavita behad kaavyaatmak hokar bayaan karati hai. ujaale aur andhere ko naanviiy anubhutiyon se gujaarkar aapne nayii sa.kalpanaaon ko ujagar kiya hai .
नमस्कार नवोदिता जी ,, मानव मन की अन्तर्दशा को जिस तरह से आप ने कविता के माध्यम से व्यक्त किया है अद्भुद है इस कविता के लिए मेरी बधाई स्वीकार करे सादर प्रवीण पथिक 9971969084
blog me na sirf swagat balki is nayeee sooroowat ke liye bahoot bahooot badhaienya. maine iske pahle bhi mtumahri kavitayen padhi hai , sabhi ek se badh kar ek hai ya yoon kahen to sab nayab nageena hai. aur abhi jo is blog pe daal rakhi hai iskee jitani tarif ki jaye wo shayad kam hi padegi........
behtreen kavita kahne se nahi chukunga..ise jis nazariye se dekho us drishtikon me spashtta ki ucchtam parakashtha nazar aati hai..aur ha kavita ke adhunik chalu belaus bhagte vyakran se bhi asahmat hoti hui..
अदभुत!ये कविता तो हरगिज नहीं है ,शब्द पीड़ा को कैसे पीते हैं ये हमने आज जाना ,सिर्फ ये कविता पढ़कर मैं ये दावे के साथ कह सकता हूँ ये सिर्फ ब्लॉग नहीं है बल्कि संवेदनाओं की अदभुत प्रयोगशाला है ,जहाँ हेर पल नए प्रयोग हो रहे हैं ,इस साहस और कविता से जुड़े संस्कार के लिए नमन नवोदिता
prem duniya kii vo khuubasuurat niyamat hai jisame sirf aur sirf adhikaarbhaav hota hai . aparaadh bodh nahii
"haan galatii vahii huii thii........"
yahaan prem karane ka adamy saahas to dikhayii deta hai kintu prem kii parinati aur paraakaastha nahi dikhatii. at: ye prem chaahe kavita me ho ya ki manushy ke jiivan men prem kii sukhad lagane vaalii simaaon se hamesha tab talak baahar rahega jab talak prem kii nishtha me sirf aur sirf dene ka bhaav nihit n ho . "maalikaana ' shabd prem kii gambhiirata ko kam kar deta hai. yah prem par aarop hai. n ki galatii.
vaise samvedanaaon ke star par kavita behad tark puurnaur mohak ban padii hai. aage bhi praayaas jaari rahana chaahiye .
man ki sundar kalpanaon ne waqai me kavita me naye aayaam diye hain . yug aur samay ke bhiitar maanav ki jo manovrittiyan hai unhe ye kavita behad kaavyaatmak hokar bayaan karati hai. ujaale aur andhere ko naanviiy anubhutiyon se gujaarkar aapne nayii sa.kalpanaaon ko ujagar kiya hai .
जवाब देंहटाएंis kavita ke lie aapko badhaaiiiiiiiiiii.
नमस्कार नवोदिता जी ,, मानव मन की अन्तर्दशा को जिस तरह से आप ने कविता के माध्यम से व्यक्त किया है अद्भुद है इस कविता के लिए मेरी बधाई स्वीकार करे सादर
जवाब देंहटाएंप्रवीण पथिक
9971969084
ख़ूब बधाई नवोदिता
जवाब देंहटाएंआखिर आप भी आ ही गयीं इस दुनिया में।
अब आ ही गयी हैं तो जम के लिखिये…।
स्वागत है बलोग जगत में ।
जवाब देंहटाएंblog me na sirf swagat balki is nayeee sooroowat ke liye bahoot bahooot badhaienya. maine iske pahle bhi mtumahri kavitayen padhi hai , sabhi ek se badh kar ek hai ya yoon kahen to sab nayab nageena hai. aur abhi jo is blog pe daal rakhi hai iskee jitani tarif ki jaye wo shayad kam hi padegi........
जवाब देंहटाएंPuri kavita ka sabse utkrisht bimb hai
जवाब देंहटाएं"tumhare andhere meri taq me hai"
behtreen kavita kahne se nahi chukunga..ise jis nazariye se dekho us drishtikon me spashtta ki ucchtam parakashtha nazar aati hai..aur ha kavita ke adhunik chalu belaus bhagte vyakran se bhi asahmat hoti hui..
Nishant kaushik
bahut achhe... Navodita ji..
जवाब देंहटाएंतुम्हारे अंधेरे मेरी ताक में हैं
और मेरे हिस्से के उजाले
तुम्हारी गिरफ्त में .. thought provoking.. jeo.
fine.need update, atleast thrice in a weak.only poetry!keep something else in text form.
जवाब देंहटाएं-pravin shekhar
Kavita padhane me lage 10 second. Laga aise 10 second ki bijali kaundhi ho jaise.
जवाब देंहटाएंअदभुत!ये कविता तो हरगिज नहीं है ,शब्द पीड़ा को कैसे पीते हैं ये हमने आज जाना ,सिर्फ ये कविता पढ़कर मैं ये दावे के साथ कह सकता हूँ ये सिर्फ ब्लॉग नहीं है बल्कि संवेदनाओं की अदभुत प्रयोगशाला है ,जहाँ हेर पल नए प्रयोग हो रहे हैं ,इस साहस और कविता से जुड़े संस्कार के लिए नमन नवोदिता
जवाब देंहटाएंprem duniya kii vo khuubasuurat niyamat hai jisame sirf aur sirf adhikaarbhaav hota hai . aparaadh bodh nahii
जवाब देंहटाएं"haan galatii vahii huii thii........"
yahaan prem karane ka adamy saahas to dikhayii deta hai kintu prem kii parinati aur paraakaastha nahi dikhatii. at: ye prem chaahe kavita me ho ya ki manushy ke jiivan men prem kii sukhad lagane vaalii simaaon se hamesha tab talak baahar rahega jab talak prem kii nishtha me sirf aur sirf dene ka bhaav nihit n ho . "maalikaana ' shabd prem kii gambhiirata ko kam kar deta hai. yah prem par aarop hai. n ki galatii.
vaise samvedanaaon ke star par kavita behad tark puurnaur mohak ban padii hai. aage bhi praayaas jaari rahana chaahiye .
यह भी एक शेड है प्रेम का ... जिसका अनुभव किसी न किसी रूप में व्यक्ति को हो सकता है -- मालविका राव
जवाब देंहटाएंऔर मेरे चाँद पर मालिकाना तुम्हारा हो गया .
जवाब देंहटाएंकितनी गहराई है आपकी इस रचना में, सश्क्त ढ़ंग से कही हुई बात.