गुरुवार, दिसंबर 3

गलती वहीं हुई थी

तुम्हारे अंधेरे मेरी ताक में हैं
और मेरे हिस्से के उजाले
तुम्हारी गिरफ्त में

हाँ , ग़लती वहीं हुई थी
जब मैंने कहा था
तुम मुझको चाँद लाके दो

और मेरे चाँद पर मालिकाना तुम्हारा हो गया .

13 टिप्‍पणियां:

  1. man ki sundar kalpanaon ne waqai me kavita me naye aayaam diye hain . yug aur samay ke bhiitar maanav ki jo manovrittiyan hai unhe ye kavita behad kaavyaatmak hokar bayaan karati hai. ujaale aur andhere ko naanviiy anubhutiyon se gujaarkar aapne nayii sa.kalpanaaon ko ujagar kiya hai .

    is kavita ke lie aapko badhaaiiiiiiiiiii.

    जवाब देंहटाएं
  2. नमस्कार नवोदिता जी ,, मानव मन की अन्तर्दशा को जिस तरह से आप ने कविता के माध्यम से व्यक्त किया है अद्भुद है इस कविता के लिए मेरी बधाई स्वीकार करे सादर
    प्रवीण पथिक
    9971969084

    जवाब देंहटाएं
  3. ख़ूब बधाई नवोदिता
    आखिर आप भी आ ही गयीं इस दुनिया में।
    अब आ ही गयी हैं तो जम के लिखिये…।

    जवाब देंहटाएं
  4. स्वागत है बलोग जगत में ।

    जवाब देंहटाएं
  5. blog me na sirf swagat balki is nayeee sooroowat ke liye bahoot bahooot badhaienya. maine iske pahle bhi mtumahri kavitayen padhi hai , sabhi ek se badh kar ek hai ya yoon kahen to sab nayab nageena hai. aur abhi jo is blog pe daal rakhi hai iskee jitani tarif ki jaye wo shayad kam hi padegi........

    जवाब देंहटाएं
  6. Puri kavita ka sabse utkrisht bimb hai

    "tumhare andhere meri taq me hai"

    behtreen kavita kahne se nahi chukunga..ise jis nazariye se dekho us drishtikon me spashtta ki ucchtam parakashtha nazar aati hai..aur ha kavita ke adhunik chalu belaus bhagte vyakran se bhi asahmat hoti hui..

    Nishant kaushik

    जवाब देंहटाएं
  7. bahut achhe... Navodita ji..
    तुम्हारे अंधेरे मेरी ताक में हैं
    और मेरे हिस्से के उजाले
    तुम्हारी गिरफ्त में .. thought provoking.. jeo.

    जवाब देंहटाएं
  8. बेनामीदिसंबर 10, 2009

    fine.need update, atleast thrice in a weak.only poetry!keep something else in text form.
    -pravin shekhar

    जवाब देंहटाएं
  9. Kavita padhane me lage 10 second. Laga aise 10 second ki bijali kaundhi ho jaise.

    जवाब देंहटाएं
  10. अदभुत!ये कविता तो हरगिज नहीं है ,शब्द पीड़ा को कैसे पीते हैं ये हमने आज जाना ,सिर्फ ये कविता पढ़कर मैं ये दावे के साथ कह सकता हूँ ये सिर्फ ब्लॉग नहीं है बल्कि संवेदनाओं की अदभुत प्रयोगशाला है ,जहाँ हेर पल नए प्रयोग हो रहे हैं ,इस साहस और कविता से जुड़े संस्कार के लिए नमन नवोदिता

    जवाब देंहटाएं
  11. बेनामीदिसंबर 15, 2009

    prem duniya kii vo khuubasuurat niyamat hai jisame sirf aur sirf adhikaarbhaav hota hai . aparaadh bodh nahii

    "haan galatii vahii huii thii........"

    yahaan prem karane ka adamy saahas to dikhayii deta hai kintu prem kii parinati aur paraakaastha nahi dikhatii. at: ye prem chaahe kavita me ho ya ki manushy ke jiivan men prem kii sukhad lagane vaalii simaaon se hamesha tab talak baahar rahega jab talak prem kii nishtha me sirf aur sirf dene ka bhaav nihit n ho . "maalikaana ' shabd prem kii gambhiirata ko kam kar deta hai. yah prem par aarop hai. n ki galatii.

    vaise samvedanaaon ke star par kavita behad tark puurnaur mohak ban padii hai. aage bhi praayaas jaari rahana chaahiye .

    जवाब देंहटाएं
  12. यह भी एक शेड है प्रेम का ... जिसका अनुभव किसी न किसी रूप में व्यक्ति को हो सकता है -- मालविका राव

    जवाब देंहटाएं
  13. और मेरे चाँद पर मालिकाना तुम्हारा हो गया .

    कितनी गहराई है आपकी इस रचना में, सश्क्त ढ़ंग से कही हुई बात.

    जवाब देंहटाएं